- Maa Baap Ki Fazilat Per Hadees In Urdu
- Maa Baap Ki Fazilat Per Hadees Episode
- Maa Baap Ki Fazilat Per Hadees In Hindi
- Maa Baap Ki Fazilat Per Hadees Tv
- Maa Baap Ki Fazilat Per Hadees Hai
MAA-BAAP KE HUQOOQ, ADAAB AUR UN KE FAZAAIL: 1. Maa ke qadmo ke niche jannat hai. Baap jannat ke darwazo me se beech ka darwaza hai. Waalidain ki khoob khidmat kare, usse rizqaur umar me barkat hoti hai. Waalidain ka aur unke rishte daar, dost ahbaab aur mutalliqeen ka ikram wa ehteraam kare.
Surah Muzammil Ki Fazilat , ” This post is about surah muzammil benefits, temperances, rewards and significance of perusing surah muzammil. Yeh post Surah muzammil ki fazeelat, aur fawaid ke baare mein hai.
- “Ye Saari Hadees’en Shabaan ki Darmiyaani Shab ki Azmat aur uski Shaan-e-Jalalat per Dalalat karti hai aur usper bhi ke ye Raat DEGAR AUR RATO’N KI TARHA NAHI hai. Lihaza Isse ghaflat baratna Munasib Nahi, balke Ibadat aur Dua aur Zikr aur Fikr ke Zariye Isme Jaagna MUSTAHAB hai.” Miraat Sharah Mishqaat: Jild 4: Safa 341-342).
- Nov 27, 2013 Allah par Mukammal Tawakkul ki Fazilat September 17, 2019 November 27, 2013 ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki –.
- Jul 04, 2014 Wasallam ne irshad farmaya ki ‘Jo apne maa-baap ki qabron ki ziyarat kare ya un me se kisi ek ki qabr ki har Jum’aa ke din ziyarat kare, To use bakhsh diya jaayega aur use neki karne wala likha jaayega.’ (Mishkaat, Safa 154).
Exceptionally Excellent ! SURAH MUZAMMIL Advantages | Significance OF Perusing SURAH MUZAMMIL
Each expression of Quran shareef is honored and its each surah has its own status and significance however Surah Muzammil has much close connection to the Prophet peace arrive and its ethics and gifts are uncountable. Surah Muzammil benefits and significance of perusing surah muzammil is as per the following:
This surah is exceptionally valuable in expelling inconveniences, settling troubles and for doing great deeds. Hazrat Abi container Kaab radiallahua’nhu portrayed that the Prophet of God-like ALLAH peace arrive said whoever peruses Surah Muzammil, for him Omnipotent ALLAH keeps cheerful on the planet and in the future and takes away destitution from him. (Hadith).
ALLAH’s Prophet peace arrive stated: Allah expels neediness from the recitor of this surah and alongside this he will give reward of frring slaves equivalent to number of jinns and devils(satans) display in this world. (Tafseer Burhaan)
Furthermore, the Prophet of ALLAH peace arrive stated: Whoever peruses Surah Muzammil amid inconveniences, ALLAH will wipe out inconveniences from him. (Tafseer Al kishaaf).
There is part of reward and gifts on recitation of this surah. In the event that we make propensity for understanding it frequently then we won’t be disturbed by challenges.
Females ought not do this wazifa amid their mensus/periods. Do this wazifa in the condition of bathing at a perfect place and don’t ridicule wazeefa/dua else you will endure.
SURAH MUZAMMIL KI FAZEELAT
Aise toh Quran ka harf ba barkat hai aur uski har surat apna ek maqam aur ahmiyyat rakhti hai magar Surah Muzammil ko ALLAH ke rasool sallallahu a’laihi wa sallam se bohat nisbat hai aur iske fuyooz wa barakaat be shumaar hain.
Surah Muzammil ki fazeelat:
Yeh surat khaskar pareshani se nijat, tamam mushkilaat ke aasan sharpen aur neik aamaal ki taraf raaghib sharpen ke liye bohat mufeed hai. Hazrat Abi receptacle Kaab radiallahua’nhu se riwayat hai keh ALLAH ke rasool sallallahu a’laihi wa sallam ne irshad farmaya keh jo shaks Surah Muzammil padhega uske liye ALLAH duniya aur aakhirat mein khush rakhega aur isse tangi ko entryway rakhega. (الحدیث)
ALLAH ke rasool sallallahu a’laihi wa sallam ne irshad farmaya: Is surat ko padhne rib ko ALLAH rizq ki tangi se entryway karega hello there uske saath uske padhne rib ko itna sawab bhi dega keh usne ALLAH ki raah mein itne gulaam aazaad kiye jitne is duniya mein jin aur shaitaan hain. (تفسیر برہان)
Aur ALLAH ke rasool sallallahu a’laihi wa sallam ne irshad farmaya: Jo koi Surah Muzammil ko kisi museebat ke waqt padhega toh ALLAH uski is museebat ko entryway kardega. (تفسیر الکشاف)
Surah Muzammil ki rozana tilawat karne standard bohat unlatched wa sawab hai. Agar murmur iski tilawat ko apna mamool banalein toh in sha ALLAH hamein kisi bhi mushkil se pareshan nahi hona padega.
Khwateen makhsoos ayyam mein is wazife ko na karein. Wazife ko wuzu ki halat mein paak saaf jagah standard baithkar padhein. Aur wazife/dua ka mazaq na udhayein warna nuqsan hoga.
NOTE:-
1) This wazifa will be powerful just when:
The Quranic verses, duas and wazaif are perused with revise pronounciation as per arabic principles of recounting Quran.
Performed with finish confidence on Omnipotent ALLAH.
Maa Baap Ki Fazilat Per Hadees In Urdu
The individuals who don’t know to peruse Quran/Duas with adjust pronounciation sympathetically take in it from a muallim/muallima. Tap on this connection for Online Quran learning and interpretation.
2) The individuals who need to end up plainly an amil of this wazifa get in touch with us
3) Even in the wake of playing out this amal in the event that somebody isn’t getting achievement at that point contact us.You can likewise gather Special necklace/Islamic seals for the arrangement of your concern.
In sha ALLAH A’zzawajal with the assistance of Special necklace/Islamic seals results will be speedier. Every one of these special necklaces/seals will be as per Quran and Hadith.
NOTE:- 1) Ye amal tab greetings asar dikhayega punch keh:
Qurani ayaat/duayein aur wazaif ko durust makharij ke saath arabi qawaneen ke mutabik padha jaye.
ALLAH tala standard mukammal yaqeen aur bharose ke saath kiya jaye.
Jinhe Quran/duayein sahi makharij se padhni nahi aati wo kisi muallim/muallima se hidayat lein. Online Quran Nazara Tarjuma ke liye is interface standard snap karein.
2) Is wazife ke mahir banna chahte hain wo humse rabta karein.
3) Is amal ko karne ke bawajud bhi kamyabi hasil nahi horahi ho toh humse rabita karein. Agar masle ka hal ke liye Taweez/naqsh lena chahen toh wo bhi miljayega.
Maa Baap Ki Fazilat Per Hadees Episode
In Sha ALLAH A’zzawajal taweez/naqsh ke zariye se mushkilaat jald hal hojayengi.
Yeh taweez/naqsh Quran-O-Hadith ke ain mutabik honge.
Assalamualaykum.
Maa baap ki fazilat kya hoti ye to sab hi jaante he, shayad hi koi hoga jo maa baap ki fazilat na jaanta ho, hum sab maa baap ki fazilat jaante he lekin us par amal kon karta he?
Aaj kya suluk hota he maa baap ke sath hum sunte he dekhte he, aaj maa baap kuch baccho ke liye bojh se lagne lagte he zara sochiye ye hi maa baap they jo tumhari har khwahish ke liye apni har khwahish har tamanna ko Qurban kar diye they, baap wo jo khud ko chahe cycle par ghumna padhe lekin apne baccho ko bike dila ke di ye sochke ke mera kya he main kaise bhi adjust kar lunga lekin mera beta acchi bike chahta he fir uske liye nahi to kis ke liye karunga, khud chahe sada simple sa mobile use karte ho lekin apne baccho ko acche se accha bhari mobile dilate he ke baccha jawab ho gaya usko ab aise mobile hi pasand aayenge hum to kya budhe ho gaye he jaisa bhi mobile ho hame kon puchne wala, jab baap ghar aata he to apne baccho ke liye kuch khane le jata ye sochke ke baccho ko ye mithayi ye fruits ya ye cheez pasand he le jaunga to khayenge khush honge ya kabhi bacche apne baap se call pe kahte he ke abbu aate waqt mujhe ye cheez chahiye, to baap wo cheez laane se kabhi piche nhi hota, lekin afsos kal ye hi baap agar apne baccho se apni dawayi bhi mangwa le to bacche 4 baate sunwa dete he ke ye budha to hamesha bimar hi rahta he, hamesha demands hi karta he etc, kitni afsos ki baat he, tumhe ye pata hona chahiye ke ye wo hi baap he jis se tum din raat demands pe demands kiya karte they chahe wo khane ki cheezen ho pahenne ke kapde ho school ki books ho ya mobile phones ho…lekin tumhare baap ne tumhe kabhi aisa nahi kaha ke tum hamesha maangte rahte ho, hamesha demands karte rahte ho.
Maa baap ki kadr karo jab tum bacche they aur raat me tumhe sirf ek chhink bhi aati to ye raat bhar pareshan hote ke mere bacche ko sardi to nahi ho gayi kyu chhink raha he, lekin aaj ye hi baap agar chhinkta he to tum inhe puchna to bahot door tum in pe gussa hote ho ke tumhe disturbance ho raha he. Astagfirullah, ek bar sochlo kin logo ke bare me tum aise soch raho he.
Agar maa baap ek hi baat tumhe ek se dusri bar puchte he to tum unpe gussa jhaadne lagte ho ke ek hi baat kitni bar puchoge kya ek bar bolne pe tumhe samajh me nahi aata…yaad karo wo din jab tum chhote they aur ek hi baat ek ya do nahi balke 100 bar bhi puchte to wo tumhe pyar se jawab dete they.
Jo maa baap tumhari zarurat ke sath sath tumhare har khwahish puri karte they khud bhuke rahna pasand karte lekin tumhe bhuka nahi dekh sakte they, aaj inhi maa baap ki khwahish to door tum inki zarurat bhi puri nahi kar sakte? Jab 1 maa baap tum 4 baccho ko paal ke bada kar sakte he to tum bade hone ke bad 4 ho ke 1 maa baap ko sambhal nahi sakte? Fir kyu tumhe inki chhink se bhi problem he? Kyu tum inpe apna gussa utaarte ho, ye kamzor he is liye?
In maa baap ka dil to dekho ke tum itna sunane ke bad bhi tumhare itna bure bartav ke bad bhi ye tum se kabhi naraz nahi hote kabhi tumhare liye dua karna nahi chhodte, yaad rakho tum Dunya aur Aakhirat me tab tak kamyab nahi ho sakte jab tak ke maa baap tum se raazi na ho, agar maa baap tum se raazi he to Allah bhi tum se raazi he,
Jis Jannat ko sabse badi kamyabi kahte he jis Jannat ko har dua me mangte he wo Jannat jiske bare me Allah ne kaha ke ye aisi hogi ke ab tak kisi aankh na dekhi hogi na kisi kaan ne suni hogi, wo Jannat ko Allah ne maa ke kadmo me daal diya, to socho maa ka kya martaba hoga.
Maa Baap Ki Fazilat Per Hadees In Hindi
Aaj ki kuch aulad to apne maa baap ko gaali dete he, kuch jaahil to hath bhi uthate he, Astagfirullah, jis maa baap ke liye Allah ne Quran me kaha ke tum apne maa baap ko Uf tak nahi kahna…sochiye jin maa baap ke liye Allah ne sirf Uf kahne se bhi hame mana kiya he hame ye taakeed ki he to kya hoga aise jaahilo ka jo apne maa baap ko gaali dete he hath tak uthate he.
Maa baap ka mamla kitna ajeeb hota he unke sath itna bura behavior karna bad bhi agar bacche pareshan ho jaye to un se zyada gam unke maa baap ko hota he, wo apne baccho ke liye itna pyar rakhte he ke Allah bhi apni mohabbat ko saabit karne ke liye Maa ka naam leke missal deni padhi ke Allah 70 maa se zyada mohabbat karta he, itna bada dil hota he maa ka aur baap ka bhi, is liye Allah ne Quran me hame ye Hukm dete huwa kaha ke apne maa baap ke liye hamesha ye dua mango,
رَبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّيَانِي صَغِيرًا
(Quran 17:24)
AYE ALLAH HAMARE MAA BAAP PAR WAISE HI RAHEM FARMA JAISE INHO NE HUM PAR RAHEM KIYA.
Subhan Allah.
Hamesha maa baap ki kadr karo, ye baat bhi samajh lo ke bachpane me aur budhape me koi fark nahi hota, jis tarah baccha na samajh hota he usi tarah insan budhape me aa jane ke bad unki akal unki samajh kamzori ki wajay se kaam nahi karti, to zarurat is baat ki he ke in baap ka tum sahara bano, jab bhi tumhe inki koi cheez buri lage koi baat buri lage to usi waqt ye sochna ke main bhi jab chhota tha to inhe had se zyada sataya karta tha, zidd kiya karta tha inhe khana bhi thik se nahi khane deta tha har waqt ro ro ke inhe sataya karta tha, lekin meri maa ne mere baap ne kabhi mujhe bura bhala nahi kaha, main to aise satata ke shayad pahad se fek dena main deserve karta tha lekin mere maa baap ne fir bhi mujhe sine se laga kar rakha, to aaj kaise main ye ahsaan chukaunga, ye sirf ek bar chhink bhi diye to mujhe kyu itni problem ho rahi he, jab ke main to toilet bhi karta to inhe mujhse koi problem nahi hoti thi.
Ramzan Eid aati to apni kharidari bad me pahle mere liye ye sab kuch kharid lete, mujhe paise dete ache kapdo ke liye, har cheez meri har khwahish ko pura karte, chahe apni kharidari kiye ho ya na kiye ho ye baat ka mujhe ahsas bhi nahi dilate, to aaj ye mera kaam nahi ke main inki har khwahish puri karu, kya hoga agar main ghar jaate waqt kuch le jau ke mere ammi ko ye cheez pasand he le jaunga to khush honge, mera baap khush hoga, ke bete ne bina kuch kahe mujhe ye laa ke diya, yakeen maaniye maa baap ke dil se nikli dua tumhari dunya aur Aakhirat dono me kamyabi ka sab se bada zariya banti he, inhe mamuli samajhne ki bhul mat karna.
Jab tum paida bhi nahi huwe they ke ye maa baap tumhare liye khwab dekhna tumhari har khwahish puri karne ke planning shuru kar di thi, aur aaj tumhe ye hi maa baap bojh lagte he to aap se zyada jaahil aur bad naseeb koi nahi honge.
Maa baap ki importance un se pucho jinke maa baap nahi he, jab pata chalega ke kis unique property ke hakdar ho tum.
Kuch bacche kal aayi huwi ladki ke liye apne maa baap ko bura bhala kahte he mera unse sawal he aaj tum apni biwi ke sath rah rahe ho khush ho apni zindagi khush haali ke sath guzar rahe ho lekin tumhe is dunya me laane ka zariya kon they? Biwi ke hukuk to adaa karo bilkul adaa karo, lekin apne maa baap ke hukuk ko daba kar nahi, bhale hi galati aapke biwi ki na ho fir bhi maa baap se kuch na kaho, aur un ladkiyo ke liye khas ye naseehat he meri, ke meri bahen jis shohar ke sath tum zindagi guzar rahi ho itni khush to tum unhe kaise bura kah sakti ho jiski wajay se tumhe aisa shohar mila, yaad rakhiye aaj ye budhe he, kal aap bhi budhe honge, aaj tum unhe rulaoge kal tumhare bacche bhi tumhe rulayenge, fir tumhe ahsas hoga ke kis dard se guzre they tumhare maa baap jab tum inke sath aisa bartav karte they.
Bahot hi acha sher kaha he Munawwar Rana sahab ne,
LABO PAR USKE KABHI BADDUA NAHI HOTI,
BAS EK MAA HAI JO KABHI KHAFA NAHI HOTI,
IS TARAH MERE GUNAHO KO WO DHO DETI HAI,
MAA BAHOT GUSSE ME HOTI HAI TO RO DETI HE.
-Munawwar Rana
Allah hum sab ko apne maa baap ki kadr karne unka hak adaa karne jo ki kitna bhi kiya jaye kam he, aur unhe hamesha khush rakhne ki tofik de. Aameen
Maa Baap Ki Fazilat Per Hadees Tv
Is video dekh….
Maa Baap Ki Fazilat Per Hadees Hai
Jazak Allahu khair
Assalamualaykum