koshish kar ke dekh le dariya sare nadiya sari
dil ki lagi nahi bujhti, bujhti hai har chingari
solah baras ki
solah baras ki baali umar ko salam
pyar teri pehali nazar ko salam salam me
pyar teri pehali nazar ko salam
duniya me sab se pehle jisne ye dil diya
duniya ke sab se pehle dilabar ko salam
dil se nikalane wale raste ka shukriya
dil tak pahunchane wali dagar ko salam

jisme javan ho kar, badnaam ham hue
jisme javan ho kar, badnaam ham hue
us shahar, us gali, us ghar ko salam
jisne hame milaye, jisane juda kiya
us vaqt, us ghadi, us gagar ko salam

milate rahe yahan ham, ye hai yahan likha
is likhavat ki je-ro-jabar ko salam
sahil ke ret pe jo lehara utha ye dil
sagar me uthne wali har lehar ko salam
in mast gehari gehari aankho ki jhil me
jisne hame duboyaa us bhanvar ko salam
ghunghat ko tod kar ke, sar se sarak gayi
aisi nigodi bhali chunar ko salam
ulfat ke dushmano ne
ulfat ke dushmano ne koshish hazar ki
phir bhi nahi jhuki jo, us nazar ko salam me

khushiyo ki koshish me har din dard jhamela hai
bato ko tim tim karne do ghup andhera hai

yahan se aage sidhe jau banye taraf jo rasta hai
wahi nahakar dhup hai baithi waha pe mausam hansta hai
baitha hai ek khwab wahi pe bada akela hai

pani wali inn ankho ko git bhi gana hota hai
honth agar jiddi ho toh muskan ko ana hota hai
khel purana hai hamne kitna khela hai
ao chal kar use chhuda le sans jo girvi rakhi thi
yad kare woh kachchi imli bachpan mai jo chakhi thi
gham ki judwa behan khushi hai jivan mela hai

chalo pahade dohrate hai yeh pahad sa jivan hai
jit lenge ham tujhe jindagi ungali par har palchin hai
apne aage chattani sajivan dhela hai
nind ke galo par chutki toh mithi gali deti hai
dukh ke pal me bat pyar ki mann ko lali deti hai
dekho pichhe angan me ek naya savera hai

Koshish Ek Asha Title Song Lyrics
Koshish Ek Asha Serial Title Song Lyrics
Lyrics: Yo Raat. Mukti & Revival. Chodi timro yadharu lai matra aba bandhi rakhu din rat timro samjhana ma yo geet gungnai rahan chu andhakar yo raat ma, ma afulai nai harauna chahan chu. Yea You know what time it is Its your boy D'BruK in the building Hype on the beat. Lets do this shit Raat paryo aba hami jam Haatma dui. Khata Toh Jab Ho is a hindi song from the 1992 movie Dil Ka Kya Kasoor. Khata Toh Jab Ho singer is Sonu Kakkar. Khata Toh Jab Ho composer is Shravan Rathod and Khata Toh Jab Ho lyricist or song writer is N/A. Khata Toh Jab Ho music director is Aakash Rijia, Nadeem Saifi.